
Woh Sheher Jo Samundar Mein Doob Gaya Tha – Aur Aaj Bhi Uske Mandir P aani Ke Neeche Hain " A isa sheher jahan ke bazaar mein suna jata tha shankh ka naad... jahan rajmahal ke dwar par charan padte the Rishi-Muni ke... lekin ek raat aayi jab samundar ne us sheher ko apni baahon mein le liya... aur aaj bhi, jab paani ke neeche jaate ho... to shankh ki goonj suni ja sakti hai." Dwarka Gujarat ke western coast me hai , Arabian Sea ke kinare , aur aaj bhi ek active city hai – “ Dwarka Nagari ” Ye Bharat ke Char Dham (4 sacred pilgrimage) me se ek hai (Dwarka, Puri, Rameshwaram, Badrinath). Yeh kahani hai Dwarka ki – Bhagwan Shri Krishna ke rajya ki. Ek Raja, Ek Sheher, Ek Chamatkar Yeh kahani hai Dwarka ki – Bhagwan Shri Krishna ke rajya ki. Haan, wahi Krishna jinhone Mahabharat me Arjun ka saarathi ban kar usse "Geeta" ka gyaan diya tha. Mahabharat ke baad, Krishna ne Mathura chhod kar Samudra ke kinare ek naya sheher ba...